Kabhi yahaan isq
jataatey ho, kabhi wahaan isq jataatey ho;
Kbhi iskey to kabhi uskey sapno mai chaley jaatey ho.
Jab ye aana jaana hi tumhaari aadat hai,to armaan dil mai
kyu jagaatey ho tum;
Kitni baar kaha k chaahtey hain tumhe hum, bhaao fir v itna kyu khaatey ho tum.
bin haatho se galaa davaaye ,apney kaarnaamo se dum hamaara ghutaatey ho tum;
hamaari pyaar ki dukaan se pyaar khareed k auron pe pyaar lutaatey ho tum.
hamey chaahney ka kartey ho dhong, hamaari bhaavnaao se kheltey ho tum;

apni chahtein seedhey bataatey kyu nahi,kyu be-mann se hamey
jheltey ho tum.
jo tumhe chaahtey hain unki kurbaaniya, unki chaahtein tumhe dikhti nahi;
jo tumhe chaahtey hain unki kurbaaniya, unki chaahtein tumhe dikhti nahi;
Kavitaayein likhtey hain wohi aashiq,kalmein khud kavitaayein kabhi likhti nahi.
Itni aasaan bhaasa mai tumhe isq izhaara,nasamjh bantey ho, dikhaava
ho tum;
yaa ho koi farevi chatur chaalaak ya kartey ho nautanki ya chalaava ho tum.
Mohobatt ki naa hoti kaas tumse to ye ghut ghut k jeeney ki
sajaa naa hoti;
Magar ye v sach tha k tab fir ye kavita likhney ki v koi
wajah naa hoti.
Khusian cheen k hamaari ,hastey muskuraatey kisi aur se ho;
Sach mai badey kameeney ho tum, lagtey mujhe tum koi luterey
chor se ho.
Hamaara kya hai, hum to chaahat k liye hi baney hain
chaahtey hi reh jaayengey;
Kadar naa hui koi pyaar ki hamaarey,isi baat pe aanshu
hamesha beh jaayengey.
andhey ho tum jo tumhe hamaari aankhon se behta hua pyaar
nai dikhta;
emotions to badey parakhtey ho sabkey apna kiya tumhe emotional atyaachaar nai dikhta.
emotions to badey parakhtey ho sabkey apna kiya tumhe emotional atyaachaar nai dikhta.
$andy’s
No comments:
Post a Comment